DONATE & CONTACT US
Sharai masail, kitabon, audio ya donation ke baare mein koi bhi sawal hamse poochhein
Deen ki Khidmat Mein Apna Hissa Dalein
Sunni Jamaat.net ek bina munafe (not-for-profit) Islamic website hai. Hamara maqsad Quran, kitabein, audio masail aur Auliya-e-Kiram ki taleemat bilkul muft awam tak pahunchana hai. Ye kaam aap jaise Muslim bhaiyon aur behnon ke saath se hi chalta hai.
Jab insaan marta hai to uske amal ka silsila ruk jata hai, siwaye teen cheezon ke: sadaqah-e-jariyah, aisa ilm jis se nafa uthaya jaye, aur nek aulad jo uske liye dua kare.— Sahih Muslim
Allah Ta’ala farmata hai: jo log apna maal Allah ki raah mein kharch karte hain, unki misaal us daane ki si hai jisse saat baliyan nikalti hain aur har baali mein sau daane hote hain. (Surah Al-Baqarah 2:261)
Raqam chhoti ho ya badi, har sahayog qabil-e-qadar hai. Donate karne ke baad neeche wale form se hamein bata dein, taaki hum aapke liye dua kar saken.
Bharat ke bahar se sahayog dena chahte hain? Please pehle hamse sampark karein (neeche form, email ya WhatsApp se). Hum aapko sahi tareeka bata denge.
JazakAllah Khair
UPI / QR Code se Donate Karein
Kisi bhi UPI app se QR scan karein: PhonePe, Google Pay, Paytm, BHIM
Receiver: ALI AHMAD
Apna Message / Sawal / Donation ki Jaankari Bhejein
Bank Details (Donation)
Donation sirf isi page par diye gaye QR / account mein karein. UPI par receiver ka naam “ALI AHMAD” dikhega, aur bank account “ARIF ALI” ke naam par hai. Transfer ke baad form se hamein bata dein. Apna UPI ya card ka PIN/OTP kisi ko na batayein.